तू इस तरह से मेरी जिंदगी में शामिल है
तू इस तरह से मेरी जिंदगी में शामिल है
जहाँ भी जाऊ ये लगता हैं तेरी महफ़िल है
ये आसमान, ये बादल, ये रास्ते, ये हवा
हर एक चीज़ है अपनी जगह ठिकाने से
कई दिनों से शिकायत नहीं जमाने से
ये जिंदगी हैं सफ़र, तू सफ़र की मंज़िल है
तेरे बगैर जहाँ में कोई कमी सी थी
भटक रही थी जवानी अंधेरी राहों में
सुकून दिल को मिला, आके तेरी बाहों में
मैं एक खोई हुई मौज हूँ, तू साहिल है
तेरे जमाल से रोशन है कायनात मेरी
मेरी तलाश तेरी दिलकशी रहे बाकी
खुदा करे के ये दीवानगी रहे बाकी
तेरी वफ़ा ही मेरी हर खुशी का हासिल है
tū is tarah se merī jiṅdgī meṅ śhāmil hai
jahāṇ bhī jāū ye lagtā haiṅ terī mahafil hai
ye āsmān, ye bādal, ye rāste, ye havā
har ek chīz hai apnī jagah ṭhikāne se
kaī dinoṅ se śhikāyat nahīṅ jamāne se
ye jiṅdgī haiṅ safar, tū safar kī maṅzil hai
tere bagair jahāṇ meṅ koī kamī sī thī
bhaṭak rahī thī javānī aṅdherī rāhoṅ meṅ
sukūn dil ko milā, āke terī bāhoṅ meṅ
maiṅ ek khoī huī mauj hūṇ, tū sāhil hai
tere jamāl se rośhan hai kāynāt merī
merī talāśh terī dilakśhī rahe bākī
khudā kare ke ye dīvāngī rahe bākī
terī vafā hī merī har khuśhī kā hāsil hai