तू प्यार करे या ठुकराए, हम तो हैं तेरे दिवानों में
तू प्यार करे या ठुकराए
हम तो हैं तेरे दीवानों में
चाहे तू हमें अपना न बना
लेकिन ना समझ बेगानों में
1) मरने से हमें इनकार नहीं
जीते हैं मगर इक हसरत में
भूले से हमारा नाम कभी
आ जाए तेरे अफ़सानो में, तू प्यार …
2) मिलते हैं मगर हौले हौले
जलते हैं मगर इक बार नहीं
हम शम्मा का सीना रखते हैं
रहते हैं मगर परवानों में, तू प्यार …
tū pyār kare yā ṭhukrāe
ham to haiṅ tere dīvānoṅ meṅ
chāhe tū hameṅ apnā na banā
lekin nā samajh begānoṅ meṅ
1) marne se hameṅ inkār nahīṅ
jīte haiṅ magar ik hasrat meṅ
bhūle se hamārā nām kabhī
ā jāe tere afsāno meṅ, tū pyār …
2) milte haiṅ magar haule haule
jalte haiṅ magar ik bār nahīṅ
ham śhammā kā sīnā rakhte haiṅ
rahte haiṅ magar parvānoṅ meṅ, tū pyār …