तू नींदों की रानी और मैं प्यार का सपना
तू नींदों की रानी और मैं प्यार का सपना
छोड़ के मुझको जाना ना मेरा जी नहीं लगना
कभी नींदों से जुदा हो नहीं सकता सपना
दुनिया अपनी लगती है जब तू हो गया अपना
तेरी कोमल जवानी को कहीं मेरी नज़र ना लगे
मेरी दुआ है लाखों बरस तू सोलह बरस की बनी रहे
होता रहेगा जन्म जन्म ये मिलन अपना
दुनिया अपनी लगती है …
ये बरखा ये रिमझिम रिमझिम और ये साथ तुम्हारा
खुशी से बढ़ गई धड़कन मेरी हो गया दिल आवारा
गले लगाकर देख ज़रा मेरे दिल का धड़कना
छोड़ के मुझको जाना …
बोलो तो इन गोरी गोरी बाहों में सो जाऊँ
तेरे नयनों की नगरी में सजना मैं खो जाऊँ
मेरे प्यार के दिल को तुम ज़रा प्यार से रखना
तू नींदों की रानी …
tū nīṅdoṅ kī rānī aur maiṅ pyār kā sapnā
chhoṛ ke mujhko jānā nā merā jī nahīṅ lagnā
kabhī nīṅdoṅ se judā ho nahīṅ saktā sapnā
duniyā apnī lagtī hai jab tū ho gayā apnā
terī komal javānī ko kahīṅ merī nazar nā lage
merī duā hai lākhoṅ baras tū solah baras kī banī rahe
hotā rahegā janm janm ye milan apnā
duniyā apnī lagtī hai …
ye barkhā ye rimjhim rimjhim aur ye sāth tumhārā
khuśhī se baṛh gaī dhaṛkan merī ho gayā dil āvārā
gale lagākar dekh zarā mere dil kā dhaṛaknā
chhoṛ ke mujhko jānā …
bolo to in gorī gorī bāhoṅ meṅ so jāūṇ
tere naynoṅ kī nagrī meṅ sajnā maiṅ kho jāūṇ
mere pyār ke dil ko tum zarā pyār se rakhnā
tū nīṅdoṅ kī rānī …