Too ne o rangeele, kaisaa jaadoo kiyaa

तू ने ओ रंगीले, कैसा जादू किया
Work
Year
Language

तू ने ओ रंगीले कैसा जादू किया
पिया पिया बोले मतवाला जिया
बाहों में छूपा के ये क्या किया, ओ रे पिया

पास बुला के गले से लगा के, तू ने तो बदल डाली दुनिया
नये हैं नज़ारे, नये हैं इशारे, रही ना वो कलवाली दुनिया
सपने दिखा के ये क्या किया, ओ रे पिया

ओ मेरे साजन कैसी ये धड़कन, शोर मचाने लगी मन में
जैसे लहराए नदीया का पानी, लहर उठे रे मेरे तन में
मुझ में समा के ये क्या किया, ओ रे पिया

tū ne o raṅgīle kaisā jādū kiyā
piyā piyā bole matvālā jiyā
bāhoṅ meṅ chhūpā ke ye kyā kiyā, o re piyā

pās bulā ke gale se lagā ke, tū ne to badal ḍālī duniyā
naye haiṅ nazāre, naye haiṅ iśhāre, rahī nā vo kalvālī duniyā
sapne dikhā ke ye kyā kiyā, o re piyā

o mere sājan kaisī ye dhaṛkan, śhor machāne lagī man meṅ
jaise lahrāe nadīyā kā pānī, lahar uṭhe re mere tan meṅ
mujh meṅ samā ke ye kyā kiyā, o re piyā