Too meree zindgee hai, too meree har khushee hai

तू मेरी ज़िंदगी है, तू मेरी हर खुशी है
Work
Year
Language

कु: तू मेरी ज़िन्दगी है
तू मेरी हर खुशी है
तू मेरी ज़िन्दगी है
तू मेरी हर खुशी है
तूही प्यार तूही चाहत
तूही आशिक़ी है
तू मेरी ज़िन्दगी है
तू मेरी हर खुशी है

पहली मुहब्बत का अहसास है तू - 2
बुझ के भी बुझ न पाई, वो प्यास है तू
तूही मेरी पहली ख्वाहिश
तूही आखिरी है
तू मेरी ज़िन्दगी है
तू मेरी हर खुशी है

हर ज़ख्म दिल का मेरे, दिल से दुआ दे - 2
खुशियां तुझे ग़म सारे, मुझको खुदा दे
तुझको भुला ना पाया
मेरी बेबसी है

अनु: ओ आ …
तू मेरी ज़िन्दगी है
तू मेरी हर खुशी है
तू मेरी ज़िन्दगी है
तू मेरी हर खुशी है
हम …

ku: tū merī zindgī hai
tū merī har khuśhī hai
tū merī zindgī hai
tū merī har khuśhī hai
tūhī pyār tūhī chāhat
tūhī āśhiqī hai
tū merī zindgī hai
tū merī har khuśhī hai

pahlī muhabbat kā ahsās hai tū - 2
bujh ke bhī bujh na pāī, vo pyās hai tū
tūhī merī pahlī khvāhiśh
tūhī ākhirī hai
tū merī zindgī hai
tū merī har khuśhī hai

har zakhm dil kā mere, dil se duā de - 2
khuśhiyāṅ tujhe ġham sāre, mujhko khudā de
tujhko bhulā nā pāyā
merī bebsī hai

anu: o ā …
tū merī zindgī hai
tū merī har khuśhī hai
tū merī zindgī hai
tū merī har khuśhī hai
ham …