तू लड़की मैं एक लड़का तुझे देख्
र: तू लड़की मैं एक लड़का -2
तुझे देख कलेजा धड़का
नारियल के पेड़ तले एक छोकरी मद्रास की कली
आ: हमसे करे है छेड़-छाड़ छोकरा पंजाब का
फूल हो गुलाब का
तू लड़का मैं लड़की तुझे देख तबीयत फड़की -2
र: दास्तान तेरे हुस्न की आहा सबने सुनी
पंजाब से आया हूँ जनाब मैं
आ: नाम सुन के जी आपका हाय मैं छोड़ आई मद्रास
मैं खड़ी हूँ तेरे पास में
र: आँखें तेरी शरबती मोरनी सी चाल है
दिल ने कहा ये कमाल है
आ: तुम भी बलमवा कम नहीं पूरे चौदहवीं का चाँद
चाँद भी तुमसे माँद है
तू लड़का मैं लड़की -2
इक आग सी दिल में भड़की -2
ra: tū laṛkī maiṅ ek laṛkā -2
tujhe dekh kalejā dhaṛkā
nāriyal ke peṛ tale ek chhokrī madrās kī kalī
ā: hamse kare hai chheṛ-chhāṛ chhokrā paṅjāb kā
phūl ho gulāb kā
tū laṛkā maiṅ laṛkī tujhe dekh tabīyat phaṛkī -2
ra: dāstān tere husn kī āhā sabne sunī
paṅjāb se āyā hūṇ janāb maiṅ
ā: nām sun ke jī āpkā hāy maiṅ chhoṛ āī madrās
maiṅ khaṛī hūṇ tere pās meṅ
ra: āṇkheṅ terī śharabtī mornī sī chāl hai
dil ne kahā ye kamāl hai
ā: tum bhī balamvā kam nahīṅ pūre chaudahvīṅ kā chāṇd
chāṇd bhī tumse māṇd hai
tū laṛkā maiṅ laṛkī -2
ik āg sī dil meṅ bhaṛkī -2