तू कितने बरस की तू कितने बरस का
कि: तू कितने बरस की
ल: तू कितने बरस का
मैं सोलह बरस की
कि: तो मैं सत्रह बरस का
ल: सोलह
कि: सत्रह
ल: सत्रह
कि: सोलह
ल: मिल ना जाएँ नैना
इक दो बरस ज़रा दूर रहना
कुछ हो गया तो फिर न कहना
मैं सोलह बरस …
कि: कुछ भी हो मुश्क़िल है दूर रहना
कुछ हो गया तो फिर न कहना
तू सोलह बरस …
परवत पे चढ़के घनघोर घटाएँ टकराएँ तो क्या हो
कि: बरसात हो
तेरे दिल से मेरा दिल मिल जाए तो क्या हो
ल: बारात हो
कि: जाने कब बरसात हो जाने कब बारात हो
मेरा दिल तो चाहे आज की रात मिलन की रात हो
ल: इक दो बरस ज़रा …
कि: सच्चे प्रेमी सब मिलते हैं अब देखें हम कब मिलते हैं
ल: मिलने में अब क्या मुश्क़िल है तेरी-मेरी इक मंज़िल है
दूर है वो नज़दीक नहीं है
अब ये मिलना ठीक नहीं है
कि: क्यूँ -4
ल: क्यूँकि
मैं सोलह बरस …
ki: tū kitne baras kī
la: tū kitne baras kā
maiṅ solah baras kī
ki: to maiṅ satrah baras kā
la: solah
ki: satrah
la: satrah
ki: solah
la: mil nā jāeṇ nainā
ik do baras zarā dūr rahnā
kuchh ho gayā to phir na kahnā
maiṅ solah baras …
ki: kuchh bhī ho muśhqil hai dūr rahnā
kuchh ho gayā to phir na kahnā
tū solah baras …
paravat pe chaṛhke ghanghor ghaṭāeṇ ṭakrāeṇ to kyā ho
ki: barsāt ho
tere dil se merā dil mil jāe to kyā ho
la: bārāt ho
ki: jāne kab barsāt ho jāne kab bārāt ho
merā dil to chāhe āj kī rāt milan kī rāt ho
la: ik do baras zarā …
ki: sachche premī sab milte haiṅ ab dekheṅ ham kab milte haiṅ
la: milne meṅ ab kyā muśhqil hai terī-merī ik maṅzil hai
dūr hai vo nazdīk nahīṅ hai
ab ye milnā ṭhīk nahīṅ hai
ki: kyūṇ -4
la: kyūṇki
maiṅ solah baras …