Too kahe agar jeevnabhar main geet sunaataa jaaoon

तू कहे अगर जीवनभर मैं गीत सुनाता जाऊँ
Work
Year
Language

तू कहे अगर जीवनभर मैं गीत सुनाता जाऊँ
मन-बीन बजाता जाऊँ

और आग मैं अपने दिलकी हर दिल में लगाता जाऊँ
दुख दर्द मिटाता जाऊँ, तू कहे अगर

मैं साज़ हूँ तू सरगम है, देती जा सहारे मुझको
मैं राग हूँ, तू बीना है, जिस दम तू पुकारे मुझको
आवाज़ में तेरी हरदम आवाज़ मिलाता जाऊँ
आकाश पे छाता जाऊँ, तू कहे अगर

इन बोलों में तू ही तू है, मैं समझूं या तू जाने
इनमें है कहानी मेरी, इनमें हैं तेरे अफ़साने
तू साज़ उठा उल्फ़त का, मैं झूम के गाता जाऊँ
सपनों को जगाता जाऊँ, तू कहे अगर

tū kahe agar jīvnabhar maiṅ gīt sunātā jāūṇ
man-bīn bajātā jāūṇ

aur āg maiṅ apne dilkī har dil meṅ lagātā jāūṇ
dukh dard miṭātā jāūṇ, tū kahe agar

maiṅ sāz hūṇ tū sargam hai, detī jā sahāre mujhko
maiṅ rāg hūṇ, tū bīnā hai, jis dam tū pukāre mujhko
āvāz meṅ terī hardam āvāz milātā jāūṇ
ākāśh pe chhātā jāūṇ, tū kahe agar

in boloṅ meṅ tū hī tū hai, maiṅ samjhūṅ yā tū jāne
inmeṅ hai kahānī merī, inmeṅ haiṅ tere afsāne
tū sāz uṭhā ulफ़t kā, maiṅ jhūm ke gātā jāūṇ
sapnoṅ ko jagātā jāūṇ, tū kahe agr