कैसे बताये क्यों तुझको चाहे, यारा बता ना पाये
बातें दिलों की देखो जो बाकी आँखे तुझे समझाये
तू जाने ना ... तू जाने ना
तू जाने ना ... तू जाने ना
मिल के भी हम ना मिले, तुम से ना जाने क्यों
मीलों के हैं फ़ासले, तुम से ना जाने क्यों
अंजाने हैं सिलसिले, तुम से ना जाने क्यों
सपने हैं पलकों तले, तुम से ना जाने क्यों
निगाहों में देखो मेरी जो हर बस गया
वो हैं मिलता तुमसे हू-बहू
जाने तेरी आँखें थी, या बातें थी वजह
हुये तुम जो दिल की आरज़ू
तुम पास हो के भी, तुम आस हो के भी
एहसास हो के भी अपने नहीं
ऐसे हैं अपने गीले, तुम से ना जाने क्यों
मीलों की हैं फ़ासले, तुमसे हैं जाने क्यों
तू जाने ना ... तू जाने ना
तू जाने ना ... तू जाने ना
ख़यालों में लाखों बातें, यूँ तो कह गया
बोला कुछ ना तेरे सामने
हुये ना बेगाने भी तुम, होके और के
देखो तुम ना मेरे ही बने
अफ़सोस होता हैं, दिल भी यह रोता हैं
सपने संजोता हैं, पगला हुआ सोचे ये
हम थे मिले, तुम से ना जाने क्यों
मीलों की हैं फ़ासले, तुमसे हैं जाने क्यों
अंजाने हैं सिलसिले, तुम से ना जाने क्यों
सपने हैं पलकों तले, तुम से ना जाने क्यों
kaise batāye kyoṅ tujhko chāhe, yārā batā nā pāye
bāteṅ diloṅ kī dekho jo bākī āṇkhe tujhe samjhāye
tū jāne nā ... tū jāne nā
tū jāne nā ... tū jāne nā
mil ke bhī ham nā mile, tum se nā jāne kyoṅ
mīloṅ ke haiṅ fāsle, tum se nā jāne kyoṅ
aṅjāne haiṅ silsile, tum se nā jāne kyoṅ
sapne haiṅ palkoṅ tale, tum se nā jāne kyoṅ
nigāhoṅ meṅ dekho merī jo har bas gayā
vo haiṅ miltā tumse hū-bahū
jāne terī āṇkheṅ thī, yā bāteṅ thī vajah
huye tum jo dil kī ārazū
tum pās ho ke bhī, tum ās ho ke bhī
ehsās ho ke bhī apne nahīṅ
aise haiṅ apne gīle, tum se nā jāne kyoṅ
mīloṅ kī haiṅ fāsle, tumse haiṅ jāne kyoṅ
tū jāne nā ... tū jāne nā
tū jāne nā ... tū jāne nā
khayāloṅ meṅ lākhoṅ bāteṅ, yūṇ to kah gayā
bolā kuchh nā tere sāmne
huye nā begāne bhī tum, hoke aur ke
dekho tum nā mere hī bane
afsos hotā haiṅ, dil bhī yah rotā haiṅ
sapne saṅjotā haiṅ, paglā huā soche ye
ham the mile, tum se nā jāne kyoṅ
mīloṅ kī haiṅ fāsle, tumse haiṅ jāne kyoṅ
aṅjāne haiṅ silsile, tum se nā jāne kyoṅ
sapne haiṅ palkoṅ tale, tum se nā jāne kyoṅ