Too bhee tarpegee ek din jaanaan

तू भी तड़पेगी एक दिन जानां
Work
Year
Language

तू भी तड़पेगी एक दिन जानां
सिखा देंगे हम दिल का लगाना -2
तू भी तड़पेगी एक दिन …

इश्क़ है क्‌या अब तू जान जाएगी
तुझको मेरी ही याद आएगी -2
संगम मुझी से होगा जानां
तू भी तड़पेगी एक दिन …

प्यार की आग लगी तेरे भी मन में
समा गया हूँ मैं तेरी धड़कन में -2
इकरार तू कर ले अब तो जानां
तू भी तड़पेगी एक दिन …

tū bhī taṛpegī ek din jānāṅ
sikhā deṅge ham dil kā lagānā -2
tū bhī taṛpegī ek din …

iśhq hai k‌yā ab tū jān jāegī
tujhko merī hī yād āegī -2
saṅgam mujhī se hogā jānāṅ
tū bhī taṛpegī ek din …

pyār kī āg lagī tere bhī man meṅ
samā gayā hūṇ maiṅ terī dhaṛkan meṅ -2
ikrār tū kar le ab to jānāṅ
tū bhī taṛpegī ek din …