तू आए न आए मगर जाने वाले तेरी याद्
तू आए न आए मगर जाने वाले तेरी याद आ आ कर रुलाया करेगी
जो देखेगा रोता है कोई अकेला -2 तो खुद भी आँसू बहाया करेगी
तू आए न आए …
जिधर से गया तू ये राहें हमेशा तरसती रहेंगी तेरी वापसी को
उधर से हवा भी जो आया करेगी -2 तेरा नाम लेकर सताया करेगी
तू आए न आए …
जो रातों को तारे ये पूछेंगे मुझसे बता तू भी क्यों रात भर जागती है
कहूँगी मेरी नींद बस में नहीं है -2 ये बिरहन बहाने बनाया करेगी
तू आए न आए …
जहाँ मेरी आँखों का पानी गिरेगा तेरी याद के फूल खिलते रहेंगे
सवेरे-सवेरे जो आएगी शबनम -2 तो दिल थाम कर लौट जाया करेगी
तू आए न आए …
tū āe na āe magar jāne vāle terī yād ā ā kar rulāyā karegī
jo dekhegā rotā hai koī akelā -2 to khud bhī āṇsū bahāyā karegī
tū āe na āe …
jidhar se gayā tū ye rāheṅ hameśhā tarastī raheṅgī terī vāpsī ko
udhar se havā bhī jo āyā karegī -2 terā nām lekar satāyā karegī
tū āe na āe …
jo rātoṅ ko tāre ye pūchheṅge mujhse batā tū bhī kyoṅ rāt bhar jāgtī hai
kahūṇgī merī nīṅd bas meṅ nahīṅ hai -2 ye birahan bahāne banāyā karegī
tū āe na āe …
jahāṇ merī āṇkhoṅ kā pānī giregā terī yād ke phūl khilte raheṅge
savere-savere jo āegī śhabnam -2 to dil thām kar lauṭ jāyā karegī
tū āe na āe …