तोहे साँवरिया नाही खबरिया
तोहे साँवरिया नाही खबरिया
तुमरे कारन अपने देस में बलम
हम हो गए परदेसी परदेसी हम हो गए परदेसी
ना जाने कौन सा अपना अँगना कौन सी अटरिया
अपने ही गाँव की गलियों में भूले फिरते हैं हम डगरिया
आओ घर अपने हमें छोड़ आओ -2
के हम हो गए परदेसी …
ये दुनिया लाज सपना चैन निंदिया प्यार जवानी
अपना क्या रह गया तुम्हरे नाम कर दी जब जिन्दगानी
हाय सब अपने हमें बहुत याद आए -2
के हम हो गए परदेसी …
tohe sāṇvriyā nāhī khabriyā
tumre kāran apne des meṅ balam
ham ho gae pardesī pardesī ham ho gae pardesī
nā jāne kaun sā apnā aṇgnā kaun sī aṭriyā
apne hī gāṇv kī galiyoṅ meṅ bhūle phirte haiṅ ham ḍagriyā
āo ghar apne hameṅ chhoṛ āo -2
ke ham ho gae pardesī …
ye duniyā lāj sapnā chain niṅdiyā pyār javānī
apnā kyā rah gayā tumhre nām kar dī jab jindgānī
hāy sab apne hameṅ bahut yād āe -2
ke ham ho gae pardesī …