तिम-टिम करते तारे ये कहते हैं सारे
टिम-टिम करते तारे ये कहते हैं सारे
सो जा तोहे निंदिया पुकारे
टिम-टिम करते …
सपनों के देश चन्दा मामा राजा
बुला रहा है बजाकर सुरों का बाजा
चोरी-चोरी खिड़की से करता है इशारे
टिम-टिम करते …
रंग-बिरंगी परियाँ तुझे झूला झुलाएँगी
बिल्ली-तोता-मैना की कहानी भी सुनाएँगी
अच्छे-अच्छे तुझे खिलौने देंगी प्यारे-प्यारे
टिम-टिम करते …
बादलों की पालकी पे तुझको बिठा के
चन्दा मामा सारा जग लाएगा घुमा के
लौट के आए शान से राजा द्वारे
टिम-टिम करते …
ṭim-ṭim karte tāre ye kahte haiṅ sāre
so jā tohe niṅdiyā pukāre
ṭim-ṭim karte …
sapnoṅ ke deśh chandā māmā rājā
bulā rahā hai bajākar suroṅ kā bājā
chorī-chorī khiṛkī se kartā hai iśhāre
ṭim-ṭim karte …
raṅg-biraṅgī pariyāṇ tujhe jhūlā jhulāeṇgī
billī-totā-mainā kī kahānī bhī sunāeṇgī
achchhe-achchhe tujhe khilaune deṅgī pyāre-pyāre
ṭim-ṭim karte …
bādloṅ kī pālkī pe tujhko biṭhā ke
chandā māmā sārā jag lāegā ghumā ke
lauṭ ke āe śhān se rājā dvāre
ṭim-ṭim karte …