थुकरा के हमें चल दिए बेगाना समझ कर्
ठुकरा के हमें चल दिए बेगाना समझ कर -2
जाते हुए दिल ले गए नज़राना समझ कर
ठुकरा के हमें …
टूटे हुए दिल में अभी तक याद है उनकी -2
जो भूल गए प्यार को अफ़साना समझ कर -2
जाते हुए दिल ले गए …
क्या ख़ूब दिया आपने ईनाम-ए-मोहब्बत -2
दिल मेरा जला आपसे परवाना समझ कर -2
जाते हुए दिल ले गए …
हम याद लिए आपकी कूचे में पड़े हैं -2
ठोकर ही लगा जाइए दीवाना समझ कर -2
जाते हुए दिल ले गए …
ṭhukrā ke hameṅ chal die begānā samajh kar -2
jāte hue dil le gae nazrānā samajh kar
ṭhukrā ke hameṅ …
ṭūṭe hue dil meṅ abhī tak yād hai unkī -2
jo bhūl gae pyār ko afsānā samajh kar -2
jāte hue dil le gae …
kyā khūb diyā āpne īnām-e-mohabbat -2
dil merā jalā āpse parvānā samajh kar -2
jāte hue dil le gae …
ham yād lie āpkī kūche meṅ paṛe haiṅ -2
ṭhokar hī lagā jāie dīvānā samajh kar -2
jāte hue dil le gae …