थोड़ी सी ज़मीं थोड़ा आसमाँ
थोड़ी सी ज़मीं थोड़ा आसमाँ
तिनकों का बस इक आशियाँ
थोड़ी सी ज़मीं …
माँगा है जो तुम से वो ज़्यादा तो नहीं है
देने को तो जाँ दे दे वादा तो नहीं है
कोई तेरे वादे पे जीता है कहाँ
तिनकों का बस इक आशियाँ
थोड़ी सी ज़मीं …
मेरे घर के आँगन में छोटा सा झूला होगा
सोंधी सोंधी मिट्टी होगी लिपा हुआ चुल्हा होगा
थोड़ी थोड़ी आग होगी थोड़ा सा धुआँ
तिनकों का बस इक आशियाँ
थोड़ी सी ज़मीं …
रात कट जायेगी तो कैसे दिन बिताएँगे
बाजरे के क्खेतों में कौए उड़ाएँगे
बाजरे के सिट्टों जैसे बेटे हों जवाँ
तिनकों का बस इक आशियाँ
थोड़ी सी ज़मीं …
thoṛī sī zamīṅ thoṛā āsmāṇ
tinkoṅ kā bas ik āśhiyāṇ
thoṛī sī zamīṅ …
māṇgā hai jo tum se vo zyādā to nahīṅ hai
dene ko to jāṇ de de vādā to nahīṅ hai
koī tere vāde pe jītā hai kahāṇ
tinkoṅ kā bas ik āśhiyāṇ
thoṛī sī zamīṅ …
mere ghar ke āṇgan meṅ chhoṭā sā jhūlā hogā
soṅdhī soṅdhī miṭṭī hogī lipā huā chulhā hogā
thoṛī thoṛī āg hogī thoṛā sā dhuāṇ
tinkoṅ kā bas ik āśhiyāṇ
thoṛī sī zamīṅ …
rāt kaṭ jāyegī to kaise din bitāeṇge
bājre ke kkhetoṅ meṅ kaue uṛāeṇge
bājre ke siṭṭoṅ jaise beṭe hoṅ javāṇ
tinkoṅ kā bas ik āśhiyāṇ
thoṛī sī zamīṅ …