Thoraa matke se paanee zaraa de gorie

थोड़ा मटके से पानी ज़रा दे गोरिए
Work
Year
Language

थोड़ा मटके से पानी ज़रा दे गोरिए
मैं तो कब से हूँ प्यासा खड़ा गोरिए
जा जा मटकी ना छूना जवान छोरे
पानी पीने के बहाने डालेगा डोरे

गहरे गहरे कुंवे का ठंडा ठंडा पानी
थोड़ा सा पिला दे तेरी होगी मेहरबानी
तू है हरजाई तेरी झूठी है कहानी
चोर लफ़ंगे तुझे ( कौन दे जवानी ) -2
कोई रस्ता हमें भी दिखा दे गोरिए
मैं तो कब से खड़ा …

यूँ ही चला जाऊँगा बहुत पछताएगी
ऐसा दिलवाला कहीँ ढूँढे से न पाएगी
जाएगा तू कैसे मैं जाने नहीं दूँगी
प्यार से रोकूँगी ( नज़र से पिलाऊँगी ) -2
ला पिला दे पिला दे पिला दे गोरिए
पूरी मटकी का पानी पिला दूँ छोरे

thoṛā maṭke se pānī zarā de gorie
maiṅ to kab se hūṇ pyāsā khaṛā gorie
jā jā maṭkī nā chhūnā javān chhore
pānī pīne ke bahāne ḍālegā ḍore

gahre gahre kuṅve kā ṭhaṅḍā ṭhaṅḍā pānī
thoṛā sā pilā de terī hogī meharbānī
tū hai harjāī terī jhūṭhī hai kahānī
chor lafaṅge tujhe ( kaun de javānī ) -2
koī rastā hameṅ bhī dikhā de gorie
maiṅ to kab se khaṛā …

yūṇ hī chalā jāūṇgā bahut pachhtāegī
aisā dilvālā kahīṇ ḍhūṇḍhe se na pāegī
jāegā tū kaise maiṅ jāne nahīṅ dūṇgī
pyār se rokūṇgī ( nazar se pilāūṇgī ) -2
lā pilā de pilā de pilā de gorie
pūrī maṭkī kā pānī pilā dūṇ chhore