Thokren khaaeen mohabbat men pareshaanee huee

थोकरें खाईं मोहब्बत में परेशानी हुई
Work
Year
Language

ठोकरें खाईं मोहब्बत में परेशानी हुई
दिल लगाया बेवफ़ा से सख़्त नादानी हुई

क्‌या किसी से इस जहाँ में दिल लगाना है ग़ुनाह
क्‌या बताऊँ किस कदर इस दिल की नादानी हुई

हो मुहब्बत का बुरा अपने पराए हो गए
आँखें दिखलाती है अब सूरत भी पहचानी हुई
ठोकरें खाईं …

ṭhokreṅ khāīṅ mohabbat meṅ pareśhānī huī
dil lagāyā bevafā se sakht nādānī huī

k‌yā kisī se is jahāṇ meṅ dil lagānā hai ġhunāh
k‌yā batāūṇ kis kadar is dil kī nādānī huī

ho muhabbat kā burā apne parāe ho gae
āṇkheṅ dikhlātī hai ab sūrat bhī pahchānī huī
ṭhokreṅ khāīṅ …