Thandee thandee saavan kee phuhaar

थण्डी ठण्डी सावन की फुहार्
Work
Year
Language

ठण्डी ठण्डी सावन की फुहार
पिया आज खिड़की खुली मत छोड़ो …
आवे झोंके से पगली बयार,
पिया आज बाती जली मत छोड़ो …
ठण्डी ठण्डी सावन की फुहार …

दिये की ज्योति, अखियों में लागे, दिये की ज्योति …
दिये की ज्योति, अखियों में लागे,
पलकों पे निन्दिया सवार
पिया आज बाती जली मत छोड़ो
ठण्डी ठण्डी सावन की फुहार …

पपीहे ने मन की अग्नि बुझा ली, पपीहे ने मन की …
पपीहे ने मन की अग्नि बुझा ली, प्यासा रहा मेरा प्यार
आवे झोंके से पगली बयार,
पिया आज बाती जली मत छोड़ो …
ठण्डी ठण्डी सावन की फुहार …

ṭhaṇḍī ṭhaṇḍī sāvan kī phuhār
piyā āj khiṛkī khulī mat chhoṛo …
āve jhoṅke se paglī bayār,
piyā āj bātī jalī mat chhoṛo …
ṭhaṇḍī ṭhaṇḍī sāvan kī phuhār …

diye kī jyoti, akhiyoṅ meṅ lāge, diye kī jyoti …
diye kī jyoti, akhiyoṅ meṅ lāge,
palkoṅ pe nindiyā savār
piyā āj bātī jalī mat chhoṛo
ṭhaṇḍī ṭhaṇḍī sāvan kī phuhār …

papīhe ne man kī agni bujhā lī, papīhe ne man kī …
papīhe ne man kī agni bujhā lī, pyāsā rahā merā pyār
āve jhoṅke se paglī bayār,
piyā āj bātī jalī mat chhoṛo …
ṭhaṇḍī ṭhaṇḍī sāvan kī phuhār …