Thandee thandee chale re havaa o sajnaa

थंडी ठंडी चले रे हवा ओ सजना
Year
Language

( ठंडी ठंडी चले रे हवा ) -2 ओ सजना जियरा मेरा लहराए
उड़-उड़ जाए सर से चुनरिया मुख से निकले हाय रे
ठंडी ठंडी चले रे हवा …

कोई रसिया कोई छलिया मेरे मन को भाने लगा
इस मिलन में इस लगन में इक मज़ा सा आने लगा
आगे-आगे लगन मोरे मन की जाने क्‌या रंग लाए रे
ठंडी ठंडी चले रे हवा …

लट जो उलझी फिर न सुलझी आ सजन सुलझा दे ज़रा
मैं न जानूँ भेद मन के तू ही अब समझा दे ज़रा
यूँ तो लागे नज़र तोरी प्यारी फिर भी क्‌यों तड़पाए रे
ठंडी ठंडी चले रे हवा …

( ṭhaṅḍī ṭhaṅḍī chale re havā ) -2 o sajnā jiyrā merā lahrāe
uṛ-uṛ jāe sar se chunriyā mukh se nikle hāy re
ṭhaṅḍī ṭhaṅḍī chale re havā …

koī rasiyā koī chhaliyā mere man ko bhāne lagā
is milan meṅ is lagan meṅ ik mazā sā āne lagā
āge-āge lagan more man kī jāne k‌yā raṅg lāe re
ṭhaṅḍī ṭhaṅḍī chale re havā …

laṭ jo uljhī phir na suljhī ā sajan suljhā de zarā
maiṅ na jānūṇ bhed man ke tū hī ab samjhā de zarā
yūṇ to lāge nazar torī pyārī phir bhī k‌yoṅ taṛpāe re
ṭhaṅḍī ṭhaṅḍī chale re havā …