Thandee havaayen, lahraake aae

ठंडी हवायें, लहराके आए
Work
Year
Language

ठंडी हवायें, लहराके आए
रुत है जवां, तुमको यहाँ, कैसे बुलाए

चाँद और तारें, हसते नज़ारे
मिलके सभी, दिल में सखी जादू जगाए

कहा भी ना जाए, रहा भी ना जाए
तुमसे अगर मिले भी नज़र, हम झेंप जाए

दिल के फ़साने, दिल भी ना जाने
तुमको सजन, दिल की लगन, कैसे बताए

ṭhaṅḍī havāyeṅ, lahrāke āe
rut hai javāṅ, tumko yahāṇ, kaise bulāe

chāṇd aur tāreṅ, haste nazāre
milke sabhī, dil meṅ sakhī jādū jagāe

kahā bhī nā jāe, rahā bhī nā jāe
tumse agar mile bhī nazar, ham jheṅp jāe

dil ke fasāne, dil bhī nā jāne
tumko sajan, dil kī lagan, kaise batāe