Thandee havaaen lahraake aaen

थण्डी हवाएं लहराके आएं
Work
Year
Language

ठण्डी हवाएं, लहराके आएं
रुत है जवां, उनको यहाँ, कैसे बुलाएं
ठण्डी हवाएं …

चाँद और तारे, हँसते नज़ारे
मिलके सभी, दिल में सखी, जादू जगायें
ठण्डी हवाएं …

कहा भी ना जाये, रहा भी ना जाये
तुमसे अगर, मिले भी नज़र, हम झेंप जाएं
ठण्डी हवाएं …

दिल के फ़साने, दिल ही ना जाने
तुमको सजन, दिल की लगन, कैसे बतायें
ठण्डी हवाएं …

ṭhaṇḍī havāeṅ, lahrāke āeṅ
rut hai javāṅ, unko yahāṇ, kaise bulāeṅ
ṭhaṇḍī havāeṅ …

chāṇd aur tāre, hṇste nazāre
milke sabhī, dil meṅ sakhī, jādū jagāyeṅ
ṭhaṇḍī havāeṅ …

kahā bhī nā jāye, rahā bhī nā jāye
tumse agar, mile bhī nazar, ham jheṅp jāeṅ
ṭhaṇḍī havāeṅ …

dil ke fasāne, dil hī nā jāne
tumko sajan, dil kī lagan, kaise batāyeṅ
ṭhaṇḍī havāeṅ …