Thandee havaa ke jhonke ... baad-e-sabaa ke jhonke

थण्डी हवा के झोंके ... बाद-ए-सबा के झोंके
Work
Year
Language

ठण्डी हवा -3
ठण्डी हवा के झोंके
मेरा सन्देस ले के
साजन के पास जाना
बाद-ए-सबा
बाद-ए-सबा के झोंके
मेरा सन्देस ले के
साजन के पास जाना
ठण्डी हवा
ठण्डी हवा के झोंके

वो सो रहा हो रहा हो शायद
तो शोर ना मचाना
धीमें से हौले-हौले -2
कुछ मुँह में गुनगुनाना
जो मुस्कुरा के देखे -3
सब हाल कह सुनाना

ठण्डी हवा -3
ठण्डी हवा के झोंके
मेरा सन्देस ले के
साजन के पास जाना
बाद-ए-सबा
बाद-ए-सबा के झोंके

कोई याद तेरी लेकर
तारों को गिन रहा है
और आस तेरी बाँधे -2
फूलों को चुन रहा है
तुमको क़सम है मेरी -3
अब देर ना लगाना

ठण्डी हवा -3
ठण्डी हवा के झोंके
मेरा सन्देस ले के
साजन के पास जाना
बाद-ए-सबा -3
बाद-ए-सबा के झोंके

ṭhaṇḍī havā -3
ṭhaṇḍī havā ke jhoṅke
merā sandes le ke
sājan ke pās jānā
bād-e-sabā
bād-e-sabā ke jhoṅke
merā sandes le ke
sājan ke pās jānā
ṭhaṇḍī havā
ṭhaṇḍī havā ke jhoṅke

vo so rahā ho rahā ho śhāyad
to śhor nā machānā
dhīmeṅ se haule-haule -2
kuchh muṇh meṅ gungunānā
jo muskurā ke dekhe -3
sab hāl kah sunānā

ṭhaṇḍī havā -3
ṭhaṇḍī havā ke jhoṅke
merā sandes le ke
sājan ke pās jānā
bād-e-sabā
bād-e-sabā ke jhoṅke

koī yād terī lekar
tāroṅ ko gin rahā hai
aur ās terī bāṇdhe -2
phūloṅ ko chun rahā hai
tumko qasam hai merī -3
ab der nā lagānā

ṭhaṇḍī havā -3
ṭhaṇḍī havā ke jhoṅke
merā sandes le ke
sājan ke pās jānā
bād-e-sabā -3
bād-e-sabā ke jhoṅke