Thandee havaa, kaalee ghataa, aa hee gayee jhoom ke

ठंडी हवा, काली घटा, आ ही गयी झूम के
Work
Year
Language

ठंडी हवा, काली घटा, आ ही गयी झूम के
प्यार लिये डोले हँसी, नाचे जिया घूम के

बैठी थी चुपचाप यूँ ही दिल की कली चुन के मैं
दिल ने ये क्या बात कही, रह ना सकी सुन के मैं
मैं जो चली दिल ने कहा और ज़रा झूम के
प्यार लिये डोले हँसी, नाचे जिया घूम के

आज तो मैं अपनी छबी देख के शरमा गयी
जाने ये क्या सोच रही थी की हँसी आ गयी
लौट गयी जुल्फ मेरी होंठ मेरा चूम के
प्यार लिये डोले हँसी, नाचे जिया घूम के

दिल का हर इक तार हिला, छिड़ने लगी रागिनी
कजरा भरे नैन लिये, बन के चलू कामिनी
कह दो कोई आज घटा बरसे ज़रा धूम से
प्यार लिये डोले हँसी, नाचे जिया घूम के

ṭhaṅḍī havā, kālī ghaṭā, ā hī gayī jhūm ke
pyār liye ḍole hṇsī, nāche jiyā ghūm ke

baiṭhī thī chupchāp yūṇ hī dil kī kalī chun ke maiṅ
dil ne ye kyā bāt kahī, rah nā sakī sun ke maiṅ
maiṅ jo chalī dil ne kahā aur zarā jhūm ke
pyār liye ḍole hṇsī, nāche jiyā ghūm ke

āj to maiṅ apnī chhabī dekh ke śharmā gayī
jāne ye kyā soch rahī thī kī hṇsī ā gayī
lauṭ gayī julph merī hoṅṭh merā chūm ke
pyār liye ḍole hṇsī, nāche jiyā ghūm ke

dil kā har ik tār hilā, chhiṛne lagī rāginī
kajrā bhare nain liye, ban ke chalū kāminī
kah do koī āj ghaṭā barse zarā dhūm se
pyār liye ḍole hṇsī, nāche jiyā ghūm ke