तेरी याद दिल से, भुलाने चला हूँ
तेरी याद दिल से, भुलाने चला हूँ
के खुद अपनी हस्ती, मिटाने चला हूँ - 2
तेरी याद …
घटाओं तुम्हें साथ देना पड़ेगा - 2
मैं फिर आज आँसू बहाने चला हूँ
बहाने चला हूँ
तेरी याद …
कभी इस जगह ख्वाब देखे थे मैने - 2
वही ख़ाक अपनी उड़ाने चला हूँ
उड़ाने चला हूँ
तेरी याद …
terī yād dil se, bhulāne chalā hūṇ
ke khud apnī hastī, miṭāne chalā hūṇ - 2
terī yād …
ghaṭāoṅ tumheṅ sāth denā paṛegā - 2
maiṅ phir āj āṇsū bahāne chalā hūṇ
bahāne chalā hūṇ
terī yād …
kabhī is jagah khvāb dekhe the maine - 2
vahī khāk apnī uṛāne chalā hūṇ
uṛāne chalā hūṇ
terī yād …