Teree yaad dil se bhoolaane chalaa hoon

तेरी याद दिल से भूलाने चला हूँ
Year
Language

तेरी याद दिल से भूलाने चला हूँ
के खुद अपनी हस्ती मिटाने चला हूँ

घटाओं तुम्हे साथ देना पड़ेगा
मैं फिर आज आँसू बहाने चला हूँ

कभी जिस जगह ख्वाब देखे थे मैने
वही खांक अपनी उड़ाने चला हूँ

गम-ए-इश्क ले, फूँक दे मेरा दामन
मैं अपनी लगी यूँ, बुझाने चला हूँ

terī yād dil se bhūlāne chalā hūṇ
ke khud apnī hastī miṭāne chalā hūṇ

ghaṭāoṅ tumhe sāth denā paṛegā
maiṅ phir āj āṇsū bahāne chalā hūṇ

kabhī jis jagah khvāb dekhe the maine
vahī khāṅk apnī uṛāne chalā hūṇ

gam-e-iśhk le, phūṇk de merā dāman
maiṅ apnī lagī yūṇ, bujhāne chalā hūṇ