Teree umr hai solah bulbul see chahke ... o kaalaa doriyaa ... kalee champe kee

तेरी उम्र है सोलह बुलबुल सी चहके ... ओ काला डोरिया ... कली चम्पे की
Year
Language

तेरी उम्र है सोलह बुलबुल सी चहके
तेरे होंठ रसीले तू फूल सी महके
ओ काला डोरिया किस कुण्डे डोले
ये कौन सा भंवरा तेरा घूंघट खोले
ओ काला डोरिया मुंह से न बोले ओय
नसीबों वाला मेरा घूंघट खोले
लारी लप्पा ओए ओए हणी टप्पा ओए ओए

हो काला डोरिया कहंदा है इशारों में
कली चम्पे की तू खिल गई बहारों में
देखी मैने सोलह बहारें सोलह बहारें खुश्बू वारें
बरसी सब पर प्रेम फुहारें पर ना छिड़ी मेरी मन की तारें
बल्ले बल्ले ओ शावा शावा ओ बल्ले
मेरी नज़रों को लग जाएगा प्यारा नी
बहारें लूटेगा सब वो बंजारा नी
ओ काला डोरिया …

नी कुड़िये आह होए सोणिये आह आए
ओ काला डोरिया किल्ली पे लटका है
कली चम्पे की तेरा दिल किस पे अटका है
दिल का क्‌या है दिल तो दीवाना प्यार का ये ढूंढे बहाना
मैं भी गाऊं प्रेम का तराना मिल जाए मैनूं मस्ताना
मुहब्बत की कोई सोणी तस्वीर बनूं कोई रांझा मिल जाए तो मैं हीर बनूं
ओ काला डोरिया …

terī umr hai solah bulbul sī chahke
tere hoṅṭh rasīle tū phūl sī mahke
o kālā ḍoriyā kis kuṇḍe ḍole
ye kaun sā bhaṅvrā terā ghūṅghaṭ khole
o kālā ḍoriyā muṅh se na bole oy
nasīboṅ vālā merā ghūṅghaṭ khole
lārī lappā oe oe haṇī ṭappā oe oe

ho kālā ḍoriyā kahaṅdā hai iśhāroṅ meṅ
kalī champe kī tū khil gaī bahāroṅ meṅ
dekhī maine solah bahāreṅ solah bahāreṅ khuśhbū vāreṅ
barsī sab par prem phuhāreṅ par nā chhiṛī merī man kī tāreṅ
balle balle o śhāvā śhāvā o balle
merī nazroṅ ko lag jāegā pyārā nī
bahāreṅ lūṭegā sab vo baṅjārā nī
o kālā ḍoriyā …

nī kuṛiye āh hoe soṇiye āh āe
o kālā ḍoriyā killī pe laṭkā hai
kalī champe kī terā dil kis pe aṭkā hai
dil kā k‌yā hai dil to dīvānā pyār kā ye ḍhūṅḍhe bahānā
maiṅ bhī gāūṅ prem kā tarānā mil jāe mainūṅ mastānā
muhabbat kī koī soṇī tasvīr banūṅ koī rāṅjhā mil jāe to maiṅ hīr banūṅ
o kālā ḍoriyā …