तेरी शहनाई बोले सुन के दिल मेरा डोले
ल: ओ ओ ओ ओ -2
तेरी शहनाई बोले
सुन के दिल मेरा डोले
जुल्मी काहे को सुनाए ऐसी तान रे
र: बादल घिर घिर आए
पापी पपीहरा गाए
कैसे बस में रहे मेरी जान रे
ल: आ
ल: बैरी बन के ये दुनिया खड़ी है -2
मेरे पाँवों में बेड़ी पड़ी है
र: किन घड़ियों में अँखियाँ लड़ी हैं
बारों महीने सावन की झड़ी है
इक पल मुखड़ा दिखा जा
दिल का दुखड़ा मिटा जा
तुझ बिन सूना सूना मेरा है जहान रे
ल: तेरी शहनाई बोले
सुन के दिल मेरा डोले
जुल्मी काहे को सुनाए ऐसी तान रे
र: आजा कब से मैं तुझको बुलाऊँ -2
तेरे प्यार के सपने सजाऊँ
ल: जिया चाहे के उड़ के मैं आऊँ
पिया पंख कहाँ से मैं लाऊँ
मैं यहाँ तू वहाँ
बीच में है जहाँ
कैसे पूरे होँ अब अर्मान रे
र: बादल घिर घिर आए
पापी पपीहरा गाए
कैसे बस में रहे मेरी जान रे
ल: तेरी शहनाई बोले
सुन के दिल मेरा डोले
जुल्मी काहे को सुनाए ऐसी तान रे
la: o o o o -2
terī śhahnāī bole
sun ke dil merā ḍole
julmī kāhe ko sunāe aisī tān re
ra: bādal ghir ghir āe
pāpī papīhrā gāe
kaise bas meṅ rahe merī jān re
la: ā
la: bairī ban ke ye duniyā khaṛī hai -2
mere pāṇvoṅ meṅ beṛī paṛī hai
ra: kin ghaṛiyoṅ meṅ aṇkhiyāṇ laṛī haiṅ
bāroṅ mahīne sāvan kī jhaṛī hai
ik pal mukhaṛā dikhā jā
dil kā dukhaṛā miṭā jā
tujh bin sūnā sūnā merā hai jahān re
la: terī śhahnāī bole
sun ke dil merā ḍole
julmī kāhe ko sunāe aisī tān re
ra: ājā kab se maiṅ tujhko bulāūṇ -2
tere pyār ke sapne sajāūṇ
la: jiyā chāhe ke uṛ ke maiṅ āūṇ
piyā paṅkh kahāṇ se maiṅ lāūṇ
maiṅ yahāṇ tū vahāṇ
bīch meṅ hai jahāṇ
kaise pūre hoṇ ab armān re
ra: bādal ghir ghir āe
pāpī papīhrā gāe
kaise bas meṅ rahe merī jān re
la: terī śhahnāī bole
sun ke dil merā ḍole
julmī kāhe ko sunāe aisī tān re