तेरी नगरिया न भाई प्रीत किए पछताई रे
तेरी नगरिया न भाई
प्रीत किए पछताई रे साँवरिया प्रीत किए पछताई
बाँध पायलिया प्रीत की साँची रे
काँटों के बीच में हँस-हँस नाची रे
तोहे दया नहीं आई
प्रीत किए पछताई …
तेरे महल की देख दीवाली
मैने अपनी दुनिया जला ली
प्रीत की होली मनाई
प्रीत किए पछताई …
मैं हूँ भगवान छोड़ चली रे
अपने साजन की प्रीत गली रे
जाने कब राम मिलाई
प्रीत किए पछताई …
terī nagriyā na bhāī
prīt kie pachhtāī re sāṇvriyā prīt kie pachhtāī
bāṇdh pāyliyā prīt kī sāṇchī re
kāṇṭoṅ ke bīch meṅ hṇs-hṇs nāchī re
tohe dayā nahīṅ āī
prīt kie pachhtāī …
tere mahal kī dekh dīvālī
maine apnī duniyā jalā lī
prīt kī holī manāī
prīt kie pachhtāī …
maiṅ hūṇ bhagvān chhoṛ chalī re
apne sājan kī prīt galī re
jāne kab rām milāī
prīt kie pachhtāī …