तेरी मेरी मुरादों के दिन हैं
(तेरी मेरी मुरादों के दिन हैं
रातों को जग कर, सोने के दिन हैं ) - 2
(बिस्तर की ठंडक, सांसों की गरमी
बाहों की शक्ति, होठों की नरमी ) - 2
होठों की नरमी - 3
कुछ खोके कुछ पा जाने के दिन हैं
रातों को जग कर, सोने के दिन हैं
(बारिश की बूँदों में दो जिस्म भीगे
भीगे बदन की शराबों को पीले ) - 2
शराबों को पीले - 3
शराबी शराबी रातों के दिन हैं
रातों को जग कर सोने के दिन हैं
(शबनम गिरे फूल पर, फूल हम पर
महक एक रचें फिर नई तीनों मिल कर ) - 2
नई तीनों मिलकर - 3
गुलाबी गुलाबी झारों के दिन हैं
रातों को जग कर सोने के दिन हैं
तेरी मेरी मुरादों के दिन हैं
रातों को जग कर, सोने के दिन हैं - 2
(terī merī murādoṅ ke din haiṅ
rātoṅ ko jag kar, sone ke din haiṅ ) - 2
(bistar kī ṭhaṅḍak, sāṅsoṅ kī garmī
bāhoṅ kī śhakti, hoṭhoṅ kī narmī ) - 2
hoṭhoṅ kī narmī - 3
kuchh khoke kuchh pā jāne ke din haiṅ
rātoṅ ko jag kar, sone ke din haiṅ
(bāriśh kī būṇdoṅ meṅ do jism bhīge
bhīge badan kī śharāboṅ ko pīle ) - 2
śharāboṅ ko pīle - 3
śharābī śharābī rātoṅ ke din haiṅ
rātoṅ ko jag kar sone ke din haiṅ
(śhabnam gire phūl par, phūl ham par
mahak ek racheṅ phir naī tīnoṅ mil kar ) - 2
naī tīnoṅ milkar - 3
gulābī gulābī jhāroṅ ke din haiṅ
rātoṅ ko jag kar sone ke din haiṅ
terī merī murādoṅ ke din haiṅ
rātoṅ ko jag kar, sone ke din haiṅ - 2