Teree maut kharee ho sarhaane jidhar

तेरी मौत खड़ी हो सरहाने जिधर्
Work
Year
Language

मौत
( तेरी मौत खड़ी हो सरहाने जिधर
तेरी बाली से हो जाये वो जलवागर ) -2
तेरी मौत

तेरी जान में आ जाये जान अगर -2
तुझे प्यार से देख ले एक नज़र -2

तेरी मौत खड़ी हो सरहाने जिधर
तेरी बाली से हो जाये वो जलवागर
तेरी मौत

तुझे जायें मुसीबतें भूल सभी -2
उनका अहसान भूल सको न कभी
तुझे जायें मुसीबतें भूल सभी
उनका अहसान भूल सको न कभी
निकले रोज़ अरमान दिल के सभी
आज निकले रोज़ अरमान दिल के सभी
वो जो प्यार से देख ले एक नज़र
तेरी मौत
तेरी मौत खड़ी हो सरहाने जिधर
तेरी बाली से हो जाये वो जलवागर
तेरी मौत्

maut
( terī maut khaṛī ho sarhāne jidhar
terī bālī se ho jāye vo jalvāgar ) -2
terī maut

terī jān meṅ ā jāye jān agar -2
tujhe pyār se dekh le ek nazar -2

terī maut khaṛī ho sarhāne jidhar
terī bālī se ho jāye vo jalvāgar
terī maut

tujhe jāyeṅ musībteṅ bhūl sabhī -2
unkā ahsān bhūl sako na kabhī
tujhe jāyeṅ musībteṅ bhūl sabhī
unkā ahsān bhūl sako na kabhī
nikle roz armān dil ke sabhī
āj nikle roz armān dil ke sabhī
vo jo pyār se dekh le ek nazar
terī maut
terī maut khaṛī ho sarhāne jidhar
terī bālī se ho jāye vo jalvāgar
terī maut