Teree duniyaa men jeene se to behtar hai ke mar jaaye

तेरी दुनिया में जीने से तो बेहतर है के मर जाये
Year
Language

तेरी दुनिया में जीने से, तो बेहतर है के मर जाये
वही आँसू, वही आहें, वही गम है जिधर जाये

कोई तो ऐसा घर होता, जहाँ से प्यार मिल जाता
वही बेगाने चेहरे हैं, जहाँ पहुँचे, जिधर जाये

अरे ओ आसमांवाले बता इस में बुरा क्या है
खुशी के चार झोंके गर, इधर से भी गुजर जाये

terī duniyā meṅ jīne se, to behtar hai ke mar jāye
vahī āṇsū, vahī āheṅ, vahī gam hai jidhar jāye

koī to aisā ghar hotā, jahāṇ se pyār mil jātā
vahī begāne chehre haiṅ, jahāṇ pahuṇche, jidhar jāye

are o āsmāṅvāle batā is meṅ burā kyā hai
khuśhī ke chār jhoṅke gar, idhar se bhī gujar jāye