Teree duniyaa men dil lagtaa naheen

तेरी दुनिया में दिल लगता नहीं
Work
Year
Language

तेरी दुनिया में दिल लगता नहीं, वापस बुला ले
मैं सजदे में गिरा हूँ, मुझको ऐ मालिक उठा ले

बहार आई थी, किस्मत ने मगर ये गुल खिलाया
जलाया आशियाँ, सय्याद नें पर नोंच डाले

भंवर का सर ना चकराये, न दिल लहरों का डूबे
ले कश्ती आप कर दी मैने तूफां के हवाले

terī duniyā meṅ dil lagtā nahīṅ, vāpas bulā le
maiṅ sajde meṅ girā hūṇ, mujhko ai mālik uṭhā le

bahār āī thī, kismat ne magar ye gul khilāyā
jalāyā āśhiyāṇ, sayyād neṅ par noṅch ḍāle

bhaṅvar kā sar nā chakrāye, na dil lahroṅ kā ḍūbe
le kaśhtī āp kar dī maine tūphāṅ ke havāle