तेरे सूर और मेरे गीत
दोनो मिलकर बनेगी प्रीत
धड़कन में तू है समाया हुआ
ख़यालों में तू ही तू छाया हुआ
दुनिया के मेले में लाखों मिले
मगर तू ही तू दिल को भाया हुआ
मैं तेरी जोगन तू मेरा मीत
दोनो मिलकर बनेगी प्रीत
मुझ को अगर भूल जाओगे तुम
मुझ से अगर दूर जाओगे तुम
मेरी मोहब्बत में तासीर है
तो खींचके मेरे पास आओगे तुम
देखो हमारी होगी जीत
दोनो मिलकर बनेगी प्रीत
tere sūr aur mere gīt
dono milkar banegī prīt
dhaṛkan meṅ tū hai samāyā huā
khayāloṅ meṅ tū hī tū chhāyā huā
duniyā ke mele meṅ lākhoṅ mile
magar tū hī tū dil ko bhāyā huā
maiṅ terī jogan tū merā mīt
dono milkar banegī prīt
mujh ko agar bhūl jāoge tum
mujh se agar dūr jāoge tum
merī mohabbat meṅ tāsīr hai
to khīṅchke mere pās āoge tum
dekho hamārī hogī jīt
dono milkar banegī prīt