तेरे रास्ते पे हम ने इक घर बना लिया है
तेरे रास्ते पे हम ने इक घर बना लिया है
तेरी मुस्कुराहटों से इस को सजा लिया है
तेरे रास्ते पे हम ने …
आने से तेरे पहले आता है एक इशारा
सूरज के पहले जैसे इक रोशनी की धारा
हम ने यही इशारा दिल में बसा लिया है
तेरे रास्ते पे हम ने …
तेरे घर से दूर क्यों हैं तेरी ज़िंदगी की राहें
मेरे दिल की धड़कनों में तेरे गीत तेरी आहें
तेरी रोशनी से दिल का दीपक जला लिया है
तेरे रास्ते पे हम ने …
तेरी पायलों की छम-छम मेरे गीत में समायी
मेरी आरज़ू ने सरगम तेरी नाम से सजायी
छोटी सी इस अदा को नग़मा बना लिया है
तेरे रास्ते पे हम ने …
tere rāste pe ham ne ik ghar banā liyā hai
terī muskurāhṭoṅ se is ko sajā liyā hai
tere rāste pe ham ne …
āne se tere pahle ātā hai ek iśhārā
sūraj ke pahle jaise ik rośhnī kī dhārā
ham ne yahī iśhārā dil meṅ basā liyā hai
tere rāste pe ham ne …
tere ghar se dūr kyoṅ haiṅ terī ziṅdgī kī rāheṅ
mere dil kī dhaṛaknoṅ meṅ tere gīt terī āheṅ
terī rośhnī se dil kā dīpak jalā liyā hai
tere rāste pe ham ne …
terī pāyloṅ kī chham-chham mere gīt meṅ samāyī
merī ārazū ne sargam terī nām se sajāyī
chhoṭī sī is adā ko naġhmā banā liyā hai
tere rāste pe ham ne …