Tere pyaar men huye badnaam ham lote kee qasam thaalee kee qasam

तेरे प्यार में हुये बदनाम हम लोटे की क़सम ठाली की क़सम्
Year
Language

चि: तेरे प्यार में हुये बदनाम हम
लोटे की क़सम ठाली की क़सम -2
श: भूले घर के सब काम हम
आलू की क़सम गोभी की क़सम -2
चि: तेरे प्यार में हुये बदनाम हम
लोटे की क़सम ठाली की क़सम
श: भूले घर के सब काम हम
आलू की क़सम गोभी की क़सम

चि: ( दिन रात मुहोब्बत में तेरी
चूल्हे की तरह हम जलते रहे
हाय जलते रहे ) -2
श: ( हम दिल की कढ़ाई में बालम
तेरे प्यार के भजिये तलते रहे ) -2
चि: चूल्हे की तरह हम जलते रहे
जलते रहे सुबह-ओ-शाम हम
कोयले की क़सम लकड़ी की क़सम -2

श: तेरे प्यार में हुये बदनाम हम
लोटे की क़सम ठाली की क़सम
चि: भूले घर के सब काम हम
आलू की क़सम गोभी की क़सम

श: ( नैनों की रक़ाबी में रख के
हम प्यार की बरफ़ी ला न सके
हाय ला न सके ) -2
चि: तेरा जलवा मीठा हलवा है
जी भर के इसे हम खा न सके
ओ तेरा जलवा मीठा हलवा है
जी भर के इसे हम खा न सके -2
श: तुम पिस्ते और बादाम हम
पेड़े की क़सम बर्फ़ी की क़सम -2

दो: तेरे प्यार में हुये बदनाम हम
लोटे की क़सम ठाली की क़सम -2
भूले घर के सब काम हम
आलू की क़सम गोभी की क़सम -2

chi: tere pyār meṅ huye badnām ham
loṭe kī qasam ṭhālī kī qasam -2
śha: bhūle ghar ke sab kām ham
ālū kī qasam gobhī kī qasam -2
chi: tere pyār meṅ huye badnām ham
loṭe kī qasam ṭhālī kī qasam
śha: bhūle ghar ke sab kām ham
ālū kī qasam gobhī kī qasam

chi: ( din rāt muhobbat meṅ terī
chūlhe kī tarah ham jalte rahe
hāy jalte rahe ) -2
śha: ( ham dil kī kaṛhāī meṅ bālam
tere pyār ke bhajiye talte rahe ) -2
chi: chūlhe kī tarah ham jalte rahe
jalte rahe subah-o-śhām ham
koyle kī qasam lakaṛī kī qasam -2

śha: tere pyār meṅ huye badnām ham
loṭe kī qasam ṭhālī kī qasam
chi: bhūle ghar ke sab kām ham
ālū kī qasam gobhī kī qasam

śha: ( nainoṅ kī raqābī meṅ rakh ke
ham pyār kī barafī lā na sake
hāy lā na sake ) -2
chi: terā jalvā mīṭhā halvā hai
jī bhar ke ise ham khā na sake
o terā jalvā mīṭhā halvā hai
jī bhar ke ise ham khā na sake -2
śha: tum piste aur bādām ham
peṛe kī qasam barfī kī qasam -2

do: tere pyār meṅ huye badnām ham
loṭe kī qasam ṭhālī kī qasam -2
bhūle ghar ke sab kām ham
ālū kī qasam gobhī kī qasam -2