तेरे पूजन को भगवान बना मन-मन्दिर आलीशान्
तेरे पूजन को भगवान
बन मन-मन्दिर आलीशान
तेरे पूजन …
कौन बनये तेरी मूरत
किस ने देखी तेरी सूरत
चाहे जग में रूप है तेरा
हम देखें भगवान
बना मन-मन्दिर आलीशान
सागर तेरी शान दिखाये
परबत तेरा ध्यान दिलाये
कलियों में है ख़ुश्बू तेरी
हम देखें मुसकान
बना मन-मन्दिर आलीशान्
tere pūjan ko bhagvān
ban man-mandir ālīśhān
tere pūjan …
kaun banye terī mūrat
kis ne dekhī terī sūrat
chāhe jag meṅ rūp hai terā
ham dekheṅ bhagvān
banā man-mandir ālīśhān
sāgar terī śhān dikhāye
parbat terā dhyān dilāye
kaliyoṅ meṅ hai khuśhbū terī
ham dekheṅ muskān
banā man-mandir ālīśhān