तेरे मेरे प्यार का ऐसा नाता है
ओ ओ ओ ओ ओ ओ ओ ओ
( तेरे मेरे प्यार का ऐसा नाता है
देख के तेरी सूरत दिल को चैन आता है ) -3
तेरे मेरे प्यार का …
मैं धागा तू मोती की माला है
अपने ख़ून से सींच के तुझको पाला है
मैने तेरे चेहरे में लक्ष्मण को देखा है
रखियो लाज मेरी तू खींच के लक्ष्मण रेखा
मेरी भाभी मेरे सर पे कर्ज़ है तेरा
तुम दोनों की रक्षा करना फ़र्ज़ है मेरा
जिस्म जहाँ जाए साया पीछे आता है
देख के तेरी सूरत …
तेरे रक्षक हैं ये दोनों साथ हैं तेरे
सदा रहें जीवन की ख़ुशियाँ साथ तेरे
इसी तरह हँसते हँसते जीवन बीते
इसी जीवन को लम्बी दौड़ में तू जीते
अपने इन क़दमों से अलग नहीं करना
तड़प तड़प के मर जाऊँगा मैं वरना
अभी सलामत हूँ तू क्यूँ घबराता है
देख के तेरी सूरत …
o o o o o o o o
( tere mere pyār kā aisā nātā hai
dekh ke terī sūrat dil ko chain ātā hai ) -3
tere mere pyār kā …
maiṅ dhāgā tū motī kī mālā hai
apne khūn se sīṅch ke tujhko pālā hai
maine tere chehre meṅ lakṣhmaṇ ko dekhā hai
rakhiyo lāj merī tū khīṅch ke lakṣhmaṇ rekhā
merī bhābhī mere sar pe karz hai terā
tum donoṅ kī rakṣhā karnā farz hai merā
jism jahāṇ jāe sāyā pīchhe ātā hai
dekh ke terī sūrat …
tere rakṣhak haiṅ ye donoṅ sāth haiṅ tere
sadā raheṅ jīvan kī khuśhiyāṇ sāth tere
isī tarah hṇste hṇste jīvan bīte
isī jīvan ko lambī dauṛ meṅ tū jīte
apne in qadmoṅ se alag nahīṅ karnā
taṛap taṛap ke mar jāūṇgā maiṅ varnā
abhī salāmat hūṇ tū kyūṇ ghabrātā hai
dekh ke terī sūrat …