तेरे मेरे मिलन की ये रैना, नया कोई गुल खिलायेगी
तेरे मेरे मिलन की ये रैना
नया कोई गुल खिलायेगी
तभी तो चंचल हैं तेरे नैना
देखो ना
देखो ना, तेरे मेरे मिलन की ये रैना
(नन्हां सा गुल खिलेगा अँगना
सूनी बइंयाँ सजेगी सजना) - 2
जैसे खेले चंदा बादल में
खेलेगा वो तेरे आंचल में
(चंदनिया गुनगुनायेगी) - 2
तभी तो चंचल हैं तेरे नैना, देखो ना …
(तुझे थामे कई हाथों से
मिलूंगा मदभरी रातों में) - 2
जगा के अनसूनी सी धड़कन
बलमवा भर दूंगी तेरा मन
(नई अदा से सतायेगी) - 2
तभी तो चंचल हैं तेरे नैना, देखो ना …
tere mere milan kī ye rainā
nayā koī gul khilāyegī
tabhī to chaṅchal haiṅ tere nainā
dekho nā
dekho nā, tere mere milan kī ye rainā
(nanhāṅ sā gul khilegā aṇgnā
sūnī baiṅyāṇ sajegī sajnā) - 2
jaise khele chaṅdā bādal meṅ
khelegā vo tere āṅchal meṅ
(chaṅdniyā gungunāyegī) - 2
tabhī to chaṅchal haiṅ tere nainā, dekho nā …
(tujhe thāme kaī hāthoṅ se
milūṅgā madabhrī rātoṅ meṅ) - 2
jagā ke ansūnī sī dhaṛkan
balamvā bhar dūṅgī terā man
(naī adā se satāyegī) - 2
tabhī to chaṅchal haiṅ tere nainā, dekho nā …