तेरे मेरे मिलन की ये रैना
तेरे मेरे मिलन की ये रैना
नया कोई गुल खिलाएगी
तभी तो चंचल हैं तेरे नैना, देखो ना
नन्हा सा गुल खिलेगा अंगना
सूनी बैयाँ सजेगी सजना
जैसे खेले चन्दा बादल में
खेलेगा वो तेरे आँचल में
चंदनिया गुनगुनाएगी, तभी तो चंचल हैं तेरे नैना
तुझे थामें कई हाथों से
मिलूँगा मदभरी रातों से
जगा के अनसुनी सी धड़कन
बलमवां भर दूँगी तेरा मन
नई अदा से सताएगी, तभी तो चंचल हैं तेरे नैना
tere mere milan kī ye rainā
nayā koī gul khilāegī
tabhī to chaṅchal haiṅ tere nainā, dekho nā
nanhā sā gul khilegā aṅgnā
sūnī baiyāṇ sajegī sajnā
jaise khele chandā bādal meṅ
khelegā vo tere āṇchal meṅ
chaṅdniyā gungunāegī, tabhī to chaṅchal haiṅ tere nainā
tujhe thāmeṅ kaī hāthoṅ se
milūṇgā madabhrī rātoṅ se
jagā ke ansunī sī dhaṛkan
balamvāṅ bhar dūṇgī terā man
naī adā se satāegī, tabhī to chaṅchal haiṅ tere nainā