तेरे मेरे बीच में कैसा है ये बंधन अन्जाना
तेरे मेरे बीच में, कैसा है ये बंधन अन्जाना
मैने नहीं जाना, तूने नहीं जाना
एक डोर खिंचे, दूजा दौडा चला आए
कच्चे धागे में बंधा चला आए
ऐसे जैसे कोई दीवाना
पहनूंगी मैं तेरे हाथों से कंगना
जाएगी मेरी डोली तेरे ही अंगना
चाहे कुछ कर ले जमाना
कितनी जुबानें बोले, लोग हमजोली
दुनिया में प्यार की एक है बोली
बोले जो शमा, परवाना
tere mere bīch meṅ, kaisā hai ye baṅdhan anjānā
maine nahīṅ jānā, tūne nahīṅ jānā
ek ḍor khiṅche, dūjā dauḍā chalā āe
kachche dhāge meṅ baṅdhā chalā āe
aise jaise koī dīvānā
pahnūṅgī maiṅ tere hāthoṅ se kaṅgnā
jāegī merī ḍolī tere hī aṅgnā
chāhe kuchh kar le jamānā
kitnī jubāneṅ bole, log hamjolī
duniyā meṅ pyār kī ek hai bolī
bole jo śhamā, parvānā