तेरे होंठों के दो फूल प्यारे-प्यारे
मु: तेरे होंठों के दो फूल प्यारे-प्यारे
मेरे प्यार की बहारों के नज़ारे
अब मुझे चमन से ( क्या लेना ) -2
ल: तेरी आँखों के दो तारे प्यारे-प्यारे
मेरी रातों के चमकते सितारे
अब मुझे गगन से ( क्या लेना ) -2
मु: तेरे होंठों के …
तेरी काया कंचन-कंचन किरणों का है जिसमें बसेरा
तेरी साँसें महकी-महकी तेरी ज़ुल्फ़ों में ख़ुश्बू का डेरा
तेरा महके अंग-अंग जैसे सोने में सुगंध
मुझे चंदन-वन से ( क्या लेना ) -2
ल: तेरी आँखों के …
मैने देखा जबसे तुझको मेरे सपने हुए सिंदूरी
तुझे पा के मेरे जीवन-धन हर कमी हुई मेरी पूरी
पिया एक तेरा प्यार मेरे सोलह सिंगार
मुझे अब दर्पण से ( क्या लेना ) -2
मु: तेरे होंठों के …
तेरा मुखड़ा दमके-चमके जैसे सागर पे चमके सवेरा
ल: तेरी बाँहें प्यार के झूले तेरी बाँहों में झूले मन मेरा
मु: तेरी मीठी हर बात -2
ल: रस की है बरसात
दो: हमें अब सावन से ( क्या लेना ) -2
मु: तेरे होंठों के …
ल: तेरी आँखों के …
दो: हमें ( क्या लेना ) -2
mu: tere hoṅṭhoṅ ke do phūl pyāre-pyāre
mere pyār kī bahāroṅ ke nazāre
ab mujhe chaman se ( kyā lenā ) -2
la: terī āṇkhoṅ ke do tāre pyāre-pyāre
merī rātoṅ ke chamakte sitāre
ab mujhe gagan se ( kyā lenā ) -2
mu: tere hoṅṭhoṅ ke …
terī kāyā kaṅchan-kaṅchan kirṇoṅ kā hai jismeṅ baserā
terī sāṇseṅ mahkī-mahkī terī zulfoṅ meṅ khuśhbū kā ḍerā
terā mahke aṅg-aṅg jaise sone meṅ sugaṅdh
mujhe chaṅdan-van se ( kyā lenā ) -2
la: terī āṇkhoṅ ke …
maine dekhā jabse tujhko mere sapne hue siṅdūrī
tujhe pā ke mere jīvan-dhan har kamī huī merī pūrī
piyā ek terā pyār mere solah siṅgār
mujhe ab darpaṇ se ( kyā lenā ) -2
mu: tere hoṅṭhoṅ ke …
terā mukhaṛā damke-chamke jaise sāgar pe chamke saverā
la: terī bāṇheṅ pyār ke jhūle terī bāṇhoṅ meṅ jhūle man merā
mu: terī mīṭhī har bāt -2
la: ras kī hai barsāt
do: hameṅ ab sāvan se ( kyā lenā ) -2
mu: tere hoṅṭhoṅ ke …
la: terī āṇkhoṅ ke …
do: hameṅ ( kyā lenā ) -2