Tere dvaar kharaa ek jogee

तेरे द्वार खड़ा एक जोगी
Work
Year
Language

काशी देखी, मथुरा देखी, देखे तीरथ सारे
कहीं न मन का मीत मिला तो आया तेरे द्वारे

तेरे द्वार खड़ा एक जोगी - 2
न माँगे यह सोना चाँदी माँगे दर्शन देवी
तेरे द्वार …

(दुनिया से मुख मोड़ा तेरे लिये जग छोड़ा
छोड़ दिया घर-बार) - 2
बन-बन छाना मैंने, तुझे देवी माना मैंने
सुन ले मेरी पुकार - 2
न माँगे यह सोना चाँदी माँगे दर्शन देवी
तेरे द्वार …

(करके जतन आया, मन में अगन लाया
अखियों में दर्शन-प्यास) - 2
प्रीत की भीक्‌शा, प्रेम की दीक्‌शा
माँग रहा यह दास - 2
न माँगे यह सोना चाँदी माँगे दर्शन देवी
तेरे द्वार …

kāśhī dekhī, mathurā dekhī, dekhe tīrath sāre
kahīṅ na man kā mīt milā to āyā tere dvāre

tere dvār khaṛā ek jogī - 2
na māṇge yah sonā chāṇdī māṇge darśhan devī
tere dvār …

(duniyā se mukh moṛā tere liye jag chhoṛā
chhoṛ diyā ghar-bār) - 2
ban-ban chhānā maiṅne, tujhe devī mānā maiṅne
sun le merī pukār - 2
na māṇge yah sonā chāṇdī māṇge darśhan devī
tere dvār …

(karke jatan āyā, man meṅ agan lāyā
akhiyoṅ meṅ darśhan-pyās) - 2
prīt kī bhīk‌śhā, prem kī dīk‌śhā
māṇg rahā yah dās - 2
na māṇge yah sonā chāṇdī māṇge darśhan devī
tere dvār …