तेरे दर्द से दिल आबाद रहा
तेरे दर्द से दिल आबाद रहा -2
कुछ भूल गए कुछ याद रहा -2
नसीबा भी क्या रंग लाया
कहाँ ला के हमको मिलाया -2
अपनी वफ़ा के ग़ुल खिल ना पाए
मिल के भी तुमसे मिल ना पाए
दर्द-ए-दिल हम कैसे सहें
दूर भी हम कैसे रहें
तेरा ग़म तेरे जाने के बाद रहा -2
कुछ भूल गए कुछ …
जान-ए-वफ़ा तुझको क्या दें
दिल कह रहा है दुआ दें
अरमां बुझे हैं सपनें धुआँ हैं
मर मर के हम तो ज़िन्दा यहाँ हैं
बेखुदी में हम खो गए
फिर जुदा तुझसे हो गए
चाहत का जहाँ बरबाद रहा -2
कुछ भूल गए कुछ …
tere dard se dil ābād rahā -2
kuchh bhūl gae kuchh yād rahā -2
nasībā bhī kyā raṅg lāyā
kahāṇ lā ke hamko milāyā -2
apnī vafā ke ġhul khil nā pāe
mil ke bhī tumse mil nā pāe
dard-e-dil ham kaise saheṅ
dūr bhī ham kaise raheṅ
terā ġham tere jāne ke bād rahā -2
kuchh bhūl gae kuchh …
jān-e-vafā tujhko kyā deṅ
dil kah rahā hai duā deṅ
armāṅ bujhe haiṅ sapneṅ dhuāṇ haiṅ
mar mar ke ham to zindā yahāṇ haiṅ
bekhudī meṅ ham kho gae
phir judā tujhse ho gae
chāhat kā jahāṇ barbād rahā -2
kuchh bhūl gae kuchh …