Teraa saath hai itnaa pyaaraa ... hamen aanaa paregaa duniyaa men dubaaraa

तेरा साथ है इतना प्यारा ... हमें आना पड़ेगा दुनिया में दुबारा
Work
Year
Language

तेरा साथ है इतना प्यारा -2
कम लगता है जीवन सारा
तेरे मिलन की लगन में
हमें आना पड़ेगा दुनिया में दुबारा -2

मैने तन मन तुझ पर वारा
प्यास बुझी न करके नज़ारा
तेरे मिलन की लगन …

जितनी तुझमें है अदा ( उतनी ही वफ़ा ) -2
जितना जहां में प्यार है ( तुझसे मुझे मिला ) -2
बढ़ती ही जाए बेताबी बढ़ती जाए ये बेताबी
जितना करूं नज़ारा
हमें आना पड़ेगा …

प्यार के एक एक पल पे हैं ( सौ जीवन क़ुर्बान ) -2
प्यार कभी मरता नहीं ( मरते हैं इन्सान ) -2
प्यार उसी का जीवन है जो तेरे साथ गुज़ारा
हमें आना पड़ेगा …

terā sāth hai itnā pyārā -2
kam lagtā hai jīvan sārā
tere milan kī lagan meṅ
hameṅ ānā paṛegā duniyā meṅ dubārā -2

maine tan man tujh par vārā
pyās bujhī na karke nazārā
tere milan kī lagan …

jitnī tujhmeṅ hai adā ( utnī hī vafā ) -2
jitnā jahāṅ meṅ pyār hai ( tujhse mujhe milā ) -2
baṛhtī hī jāe betābī baṛhtī jāe ye betābī
jitnā karūṅ nazārā
hameṅ ānā paṛegā …

pyār ke ek ek pal pe haiṅ ( sau jīvan qurbān ) -2
pyār kabhī martā nahīṅ ( marte haiṅ insān ) -2
pyār usī kā jīvan hai jo tere sāth guzārā
hameṅ ānā paṛegā …