तेरा मुझसे है पहले का नाता कोई
तेरा मुझ से है पहले का नाता कोई, यूँही नहीं दिल लुभाता कोई
जाने तू या जाने ना, माने तू या माने ना
धुआँ धुआँ था वो समां, यहाँ वहाँ जाने कहाँ
तू और मैं कहीं मिले थे पहले
देखा तुझे तो दिल ने कहा
जाने तू या जाने ना, माने तू या माने ना
देखो अभी खोना नहीं, कभी जुदा होना नहीं
अब के यूँही मिले रहेंगे हम दोनो
वादा रहा ये इस शाम का
जाने तू या जाने ना, माने तू या माने ना
तू भी रही मेरे लिये, मैं भी रहा तेरे लिये
पहले भी मैं तुझको बाहों में लेके
झूमा किया और झूमा किया
जाने तू या जाने ना, माने तू या माने ना
terā mujh se hai pahle kā nātā koī, yūṇhī nahīṅ dil lubhātā koī
jāne tū yā jāne nā, māne tū yā māne nā
dhuāṇ dhuāṇ thā vo samāṅ, yahāṇ vahāṇ jāne kahāṇ
tū aur maiṅ kahīṅ mile the pahle
dekhā tujhe to dil ne kahā
jāne tū yā jāne nā, māne tū yā māne nā
dekho abhī khonā nahīṅ, kabhī judā honā nahīṅ
ab ke yūṇhī mile raheṅge ham dono
vādā rahā ye is śhām kā
jāne tū yā jāne nā, māne tū yā māne nā
tū bhī rahī mere liye, maiṅ bhī rahā tere liye
pahle bhī maiṅ tujhko bāhoṅ meṅ leke
jhūmā kiyā aur jhūmā kiyā
jāne tū yā jāne nā, māne tū yā māne nā