तेरा मेरा साथ रहे, हो तेरा मेरा साथ रहे
तेरा मेरा साथ रहे हो तेरा मेरा साथ रहे
धूप हो, छाया हो, दिन हो कि रात रहे
तेरा मेरा …
दर्द की शाम हो या, सुख का सवेरा हो
सब गवारा है मुझे, (साथ बस तेरा हो) -3
जीते जी मर के भी, हाथ में हाथ रहे
तेरा मेरा …
कोई वादा ना करें, कभी खायें न क़सम,
जब कहें बस ये कहें, (मिल के बिछड़ेंगे न हम) -3
सब के होंठों पे, अपनी ही बात रहे
तेरा मेरा …
बीच हम दोनों के, कोई दीवार न हो
तू कभी मेरे ख़ुदा, (मुझसे बेज़ार न हो) -3
प्यार की प्रीत की यूँ ही बरसात रहे
तेरा मेरा …
terā merā sāth rahe ho terā merā sāth rahe
dhūp ho, chhāyā ho, din ho ki rāt rahe
terā merā …
dard kī śhām ho yā, sukh kā saverā ho
sab gavārā hai mujhe, (sāth bas terā ho) -3
jīte jī mar ke bhī, hāth meṅ hāth rahe
terā merā …
koī vādā nā kareṅ, kabhī khāyeṅ na qasam,
jab kaheṅ bas ye kaheṅ, (mil ke bichhaṛeṅge na ham) -3
sab ke hoṅṭhoṅ pe, apnī hī bāt rahe
terā merā …
bīch ham donoṅ ke, koī dīvār na ho
tū kabhī mere khudā, (mujhse bezār na ho) -3
pyār kī prīt kī yūṇ hī barsāt rahe
terā merā …