Teraa meraa saath rahe

तेरा मेरा साथ रहे
Work
Year
Language

तेरा मेरा साथ रहे, तेरा मेरा साथ रहे
धूप हो, छाया हो, दिन हो के रात रहे

दर्द की शाम हो या, सुख का सवेरा हो
सब गवाँरा हैं मुझे, साथ बस तेरा हो
जीते जी, मर के भी, हाथ में हाथ रहे

कोई वादा ना करे, कभी खाये ना कसम
जब कहे बस ये कहे, मिलके बिछड़ेंगे ना हम
प्यार की, प्रीत की, यूँ ही बरसात रहे

बीच हम दोनों के, कोई दीवार न हो
तू कभी मेरे खुदा, मुझ से बेज़ार न हो
सब के होठों पे, अपनी ही बात रहे

terā merā sāth rahe, terā merā sāth rahe
dhūp ho, chhāyā ho, din ho ke rāt rahe

dard kī śhām ho yā, sukh kā saverā ho
sab gavāṇrā haiṅ mujhe, sāth bas terā ho
jīte jī, mar ke bhī, hāth meṅ hāth rahe

koī vādā nā kare, kabhī khāye nā kasam
jab kahe bas ye kahe, milke bichhaṛeṅge nā ham
pyār kī, prīt kī, yūṇ hī barsāt rahe

bīch ham donoṅ ke, koī dīvār na ho
tū kabhī mere khudā, mujh se bezār na ho
sab ke hoṭhoṅ pe, apnī hī bāt rahe