तेरा मेरा प्यार अमर, फिर क्यों मुझको लगता है डर्
तेरा मेरा प्यार अमर, फिर क्यों मुझको लगता है डर
मेरे जीवन साथी बता, दिल क्यों धड़के रह-रह कर
क्या कहा है चाँद ने, जिसको सुनके चाँदनी
हर लहर पे झूमके, क्यों ये नाचने लगी
चाहत का है हरसू असर, फिर क्यों मुझको लगता है डर
कह रहा है मेरा दिल, अब ये रात न ढले
खुशियों का ये सिलसिला, ऐसे ही चला रहे
तुझको देखूँ देखूँ जिधर, फिर क्यों मुझको लगता है डर
है शबाब पर उमंग, हर खुशी जवान है
मेरी दोनों बाहों में, जैसे आस्मान है
चलती हूँ मैं तारों पर, फिर क्यों मुझको लगता है डर्
terā merā pyār amar, phir kyoṅ mujhko lagtā hai ḍar
mere jīvan sāthī batā, dil kyoṅ dhaṛke rah-rah kar
kyā kahā hai chāṇd ne, jisko sunke chāṇdnī
har lahar pe jhūmke, kyoṅ ye nāchne lagī
chāhat kā hai harsū asar, phir kyoṅ mujhko lagtā hai ḍar
kah rahā hai merā dil, ab ye rāt na ḍhale
khuśhiyoṅ kā ye silsilā, aise hī chalā rahe
tujhko dekhūṇ dekhūṇ jidhar, phir kyoṅ mujhko lagtā hai ḍar
hai śhabāb par umaṅg, har khuśhī javān hai
merī donoṅ bāhoṅ meṅ, jaise āsmān hai
chaltī hūṇ maiṅ tāroṅ par, phir kyoṅ mujhko lagtā hai ḍar