तेरा काम है जलना परवाने, चाहे शमा जले
तेरा काम है जलना परवाने, चाहे शमा जले या ना जले
शमा जले या ना जले
तू पंख जलाले दीवाने, चाहे शमा जले या ना जले
शमा जले या ना जले
ये दर्द मोहब्बत का सह जा, तू आग के दरिया में बहजा
कहती जो दुनिया कहने दे, तू जलते जलते ये कहजा
यूं जल मरते हैं दीवाने, चाहे शमा जले या ना जले
शमा जले या ना जले
तेरा प्यार नहीं है हरजाई, तू सौदाई है सौदाई
मरने मैं है शान मोहब्बत की, जीने में है तेरी रुसवाई,
मरते नहीं जल कर परवाने, चाहे शमा जले या ना जले
शमा जले या ना जले
तेरा काम है जलना परवाने, चाहे शमा जले या ना जले
शमा जले या ना जले - 2
terā kām hai jalnā parvāne, chāhe śhamā jale yā nā jale
śhamā jale yā nā jale
tū paṅkh jalāle dīvāne, chāhe śhamā jale yā nā jale
śhamā jale yā nā jale
ye dard mohabbat kā sah jā, tū āg ke dariyā meṅ bahjā
kahtī jo duniyā kahne de, tū jalte jalte ye kahjā
yūṅ jal marte haiṅ dīvāne, chāhe śhamā jale yā nā jale
śhamā jale yā nā jale
terā pyār nahīṅ hai harjāī, tū saudāī hai saudāī
marne maiṅ hai śhān mohabbat kī, jīne meṅ hai terī rusvāī,
marte nahīṅ jal kar parvāne, chāhe śhamā jale yā nā jale
śhamā jale yā nā jale
terā kām hai jalnā parvāne, chāhe śhamā jale yā nā jale
śhamā jale yā nā jale - 2