तेरा जलवा जिसने देखा वो तेरा हो गया
( तेरा जलवा जिसने देखा वो तेरा हो गया
मैं हो गई किसी की कोई मेरा हो गया ) -2
क्या देखा दिल ने तुझमें क्यों तेरा हो गया
ये सोचते ही सोचते सवेरा हो गया
तेरा जलवा जिसने …
है तुझमें भी ऐसा अनोखा सा जादू
जो देखे वो होता है दिल से बेक़ाबू
लागे तोसे नैना तोसे नैना लागे
ख़्यालों में डूबी हूँ तेरे मैं बाबू
तू आया तो महफ़िल में उजाला हो गया
मैं हो गई …
तेरी इक झलक ने वो हालत बना दी
मेरे तन-बदन में मुहब्बत जगा दी
कभी खुल के आ बहते पानी सा आ
किनारे पे रहती हूँ फिर भी मैं प्यासी
अब दिल का क्या करें ग़म गया सो गया
मैं हो गई …
बुलाती है तुझको ये आँचल की छैया
ज़रा मुस्कुरा दे पड़ूँ तोरे पैया
क़सम है तुझे दिल की जान-ए-तमन्ना
तुझे हमने माना है अपना ही सैया
मैं अकेली और तेरा ज़माना हो गया
मैं हो गई …
( terā jalvā jisne dekhā vo terā ho gayā
maiṅ ho gaī kisī kī koī merā ho gayā ) -2
kyā dekhā dil ne tujhmeṅ kyoṅ terā ho gayā
ye sochte hī sochte saverā ho gayā
terā jalvā jisne …
hai tujhmeṅ bhī aisā anokhā sā jādū
jo dekhe vo hotā hai dil se beqābū
lāge tose nainā tose nainā lāge
khyāloṅ meṅ ḍūbī hūṇ tere maiṅ bābū
tū āyā to mahafil meṅ ujālā ho gayā
maiṅ ho gaī …
terī ik jhalak ne vo hālat banā dī
mere tan-badan meṅ muhabbat jagā dī
kabhī khul ke ā bahte pānī sā ā
kināre pe rahtī hūṇ phir bhī maiṅ pyāsī
ab dil kā kyā kareṅ ġham gayā so gayā
maiṅ ho gaī …
bulātī hai tujhko ye āṇchal kī chhaiyā
zarā muskurā de paṛūṇ tore paiyā
qasam hai tujhe dil kī jān-e-tamannā
tujhe hamne mānā hai apnā hī saiyā
maiṅ akelī aur terā zamānā ho gayā
maiṅ ho gaī …